Nirankari Maglacharan Lyrics
Hey Samrath Parmatma, Hey Nirgun Nirankar Tu Karta Hai Jagat Ka, Tu Sabka Ka Aadhar , Kan Kan Mein Hai Bas Raha Tera Roop Apar , Teen Kaal Hai Satya Tu Mithya Hai Sansar , Ghat Ghat Waasi Hey Prabhu Avnashi Kartar , Daya Se Teri Hon Sabhi Bhav Sagar Se Par , Nirakar Sakar Tu Jag Ke Palanhar , Hai Beant Mahima Teri Data Aprampar , Param Pita Paramatma Sab Teri Santan , Bhala Karo Sabka Prabhu Sam Ka Ho Kalyan